Aager aap Window 7 Use kartay hain aur aap ki Window ki speed slow
hay. Tou Koi Masla Nahi Aap iss Mushkil se Chutkaara paa saktay hain.
Hum aap ko Window 7 ki speed aur performance ko bhter banay k liye tips
bata rahaye
hain jis ki madat se aap apnay Computer ki Speed Bhter bana
saktay hain.
Animation band karna
Aager Aap Window 7 animation band karna chatay hain tou
Strat Menu mai Run ke Option par jain aur yeh cammand likhain
“Systempropertiesperformance“ aur enter press karin.
iss ke bad Aap ke paas new performance wali Window samnay aye gi..
iss mai visual effect walay Option ko un check kar dain aager yeh
pahlay se uncheack hai tou "disable mouse shadow" ko bhi uncheck karin, aisa karnay se aap ke
computer aur window mai taizi {fast speed} aye gi.
Visual Effects ko band karna
ager aap window ki performance aur Speed barhana Chatay hain tou
Visual Effects ko band kar dain.
window 7 mai visual effect band karnay ka tariqa
My Computer pe right clik karin aur control panel mai chalay jain.
control panel mai advance system settting ke option per Clik karin.
aap ke samnay system properties wali 1 new window kholay gi. iss mai
advance tab per clik karin. aur setting walay option per chalay jain aur “Adjust for best representation ko muntikhab kar lein.
{end}